Thursday, July 28, 2011

hamne use is tarah apna banaya hai....by anil ayaan...

usne jab mere labo se muskuraya hai..... Aur jindgi ne mujhe har pal aajmaya hai....* mushkilo se usne mera daaman pakad kar..... Khatro.se mera daaman bachaya hai*....... Meri muskaan pe uske lafj aate hai.... Aur mere labo pe uska naam aaya hai......* meri kaynaat e tisnagi ka haal na pooch... Har pal maine use apna banaya hai...** ayaan sabra hai to intihaan hoga hi.... Usne har pal sirf mujhe hi aajmaya hai.....@nil ayaan:satna

Saturday, July 23, 2011

bas yu hi tumhe yaad kar lia hamne.... Khuda se tumhare liye fariyad kar lia hamne.... Aur... Jab bhi yaad aaye hai tumhari... Mujhko..... Yahi rasta ijaad kar lia hamne....

Thursday, April 29, 2010

hakikat

wakt hakikat se paas hota hai.
man tnha hota hai udas hota hai
kuch schchayi bhul nahi sakte hai.
koi aaj bhi bahut khas hota hai

Wednesday, April 14, 2010

khamoshi

jb kisi se kuch kah nahi paye,
tbhi aayi hai khamoshi,
jindgi me kuch mil jaye kabhi,
tabhi hoti hai khamoshi,

Sunday, May 31, 2009

samunder

pyar ka didar hota hai'
jab dil nisar hota hai
samunder nahi kahta;
jab aitbar hota hai
2' aa gaye hum kaha aasia chod kar'
bastiya chod kar kastiya chod kar
lakh rokoge lekin chala jayega ;
wakt yado ki parchaiya chod kar
anil ayaan.